Zoho vs Microsoft | How did a Villager build a 50,000 cr Tech company? : Zoho Business case study

Think School Hindi by Zero1 Think School Hindi by Zero1

185,468
1 tháng trước
👉India’s first ‘learn by doing’ experience for growing your wealth. Imagine being able to build your own personal finance plan while attending a class, live. Apply to this upcoming FREE class this week here on Zerodha Varsity: https://openinapp.link/tsje3

👉By Think School: https://thethinkschool.com/sp/communication-masterclass/

👉VIDEO INTRODUCTION:

Doston, aaj har jagah sunne ko milta hai—startups fail ho rahe hain!! Investors se paisa aa toh raha hai, lekin ye naye startups paisa kama nahi paa rahe hain!! Unicorns ban toh rahe hain, lekin profits ka dur dur tak kuch namo nishan nahi hai!!
Ye dekhiye —
Byju ke paas ₹36,935 crore ki funding hai lekin aaj bhi Byju’s ₹8,245 crore ke loss mein hai. Ussi tarah Ola Electric ke paas ₹8,300 crore ki funding raise ki hai aur aaj ₹2,276 crore ke loss mein hai, aur CRED ne ₹7,819 crore ke funding ke baad bhi ₹1,644 crore ka loss dikhaya hai!! In fact, aaj agar kisi ke paas koi idea hai toh logon ko lagta hai ki bina funding ke business shuru hi nahi ho sakta!!

Lekin Doston, ek taraf jahan hazaaron crore ki funding ke baad bhi companies profit nahi kama pa rahi hain, dusri taraf Zoho ek aisi company hai jisne bina kisi funding ke, Microsoft aur Salesforce jaise billion-dollar companies ke hote hue, ek chhote se apartment se shuru hokar, aaj ₹8,700 crore ki revenue kama rahi hai — and that too with ₹2,800 crore in profits!!!

Toh sawaal ye hai ki
Sridhar Vembu ne ek gaon se nikal kar Microsoft jaise giant ko challenge kiya??
Bina kisi funding ke Zoho ₹8,000 crore ki company kaise ban paayi?
Aur iss kahani se hume kya seekh sakte hain — jaanenge is episode mein!!

►►Check out Think School: https://thethinkschool.com/sp/communication-masterclass/
►►ThinkSchool English
https://www.youtube.com/@ThinkSchool

►►Check out Zerodha - https://www.youtube.com/@UC59YUBhNLMkS2Q8NBWBGHAA

Credits: CNN-News 18, WION, NBC News, Money control pro, Business standard, TV18,Business Today, ABC news, CNBC, ET now ,Bloomberg originals, Financial Times, DW documentary, AL Jazeera English, BBC news, Firstpost.

Fair use - This video is for educational purposes only. All materials used in this video, including images, audio, and video clips, are the property of their respective owners and are used here under the doctrine of fair use. This video is intended to provide commentary, criticism, research, and education on the subject matter. We believe this constitutes a fair use of any such copyrighted material as provided for in Section 107 of the US Copyright Law.

#business #thinkschoolhindi #indianbusinessclass